Thursday, July 28, 2011

Dooba Dooba Rahta hu.........

Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri
Dooba dooba rehtaaaa hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri
Ab din guzarte nahin
Ratein kat-ti nahin
Teri tasvir se baat ban-ti nahin..hoooo Aa-ja

Koi jaane na
Pehchaane na
Yeh hua kaise
Tum aagaye khwabon mein aise
Koi jaane na
Pehchaane na
Yeh hua kaise
Tum aagaye khwabon mein aise
Bewafa... sun oh bewafa..bewafaa. na jaa
Dooba dooba rehta hoon aankhon me teriii....

Tum jo mil gaye
Deeye jal gaye
Mere khwabon mein
Ban jao tum mere humsafar
Tum jo mil gaye
Deeye jal gaye
Mere khwabon mein
Ban jao tum mere humsafar
Bewafa ... sun oh bewafa ... bewafa... na jaa

Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri
Dooba dooba rehta hoon aankhon me teri
Deewana ban gaya hoon main chaahat me teri
Ab din guzarte nahin
Raaten kat-ti nahin
Teri tasvir se bat banti nahin... oh aa-ja
Na ja bewafa
Oh bewafa..na jaa....bewafa...bewafa.... na jaa

La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....
La La La La Leyyaaa...La La La.....

Friday, July 22, 2011

Phir Mohabbat Song Lyrics

Jab jab tere paas main aaya, Ik sukoon mila
Jise main tha bhoolta aaya, Wo wajood mila
Jab aaye mausam gham ke, Tujhe yaad kiya
Ho...

Jab sehme tanhapan se, Tujhe yaad kiya

Hmm..dil... Sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahin ruk jaa zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

Aisa kyun kar hua janu naa

Main janu naa o..o..
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

Jis raah pe, hai ghar tera

Aksar wahan se, haan main hoon guzra
shayad yahin dil mein raha
Tu mujh ko mil jaye, Kya pata...

Kya hai yeh silsala

Janu naa, Main janu naa
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu

Kuch bhi nahi Jab darmayaan

Phir kyun hai dil, tere hi khwaab bunta
Chaha ki de, tujhko bhula
Par yeh bhi mumkin ho na sakaa...
Kya hai yeh maamla, Janu naa
Main janu naa

Dil sambhal ja zara

Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil yahin ruk ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
Dil sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu