Tuesday, January 31, 2012

Abhi Mujh Mein Kahin Lyrics

Abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n :'( zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa

Ho o.. abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi

Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko, chhaya perh ki mill gayee
Roothe bachche ki hansi jaise, phuslaane se phir khill gayee
Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai
Barso'n ke puraane zakhm pe marham laga saa hai
Kuch ehsaar hai, iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n yaa jee loon zaraa
http://www.lyricsmint.com/2011/12/abhi-mujh-mein-kahin-lyrics-sonu-nigam.html
Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri
Aaj ho kal ho mera naa ho
Har din thi kahani meri
Ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye
Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye
Ik aisi chubhan iss lamhe me hai
Ye lamha kahaan tha mera aa
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoo'n ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n ya jee loon zara

Wednesday, January 11, 2012

Ek Main Aur Ek Tu Lyrics

Talli yeh zameen
Talli hai aasman
Sab talli hai yahan haan…
Ya phir sara jahan
Waise ka waisa hai
Hum talli hai yahan haan..

Mujhse bahein na chuda
Ek main
Kahin kho na ja
Ekk tu
Jo bhi hoga I am with you
[I am with you]
Yun na ghabra
Ek main
Thoda muskura
Ekk tu
Jo bi hoga I am with you

Ek main hoon aur ekk tu
I wanna be with you
Tere peeche peeche main
Mere aage aage tu..
Ek main hoon aur ekk tu..
Hey..
Ek main hoon aur ekk tu..
I wanna be with you…

Kitne ki hai zameen
Kitne ka hai aasmaan
Bikhte hai yeh kahan..
Bhar lenge jebon mein
Dukaanein woh sabhi
Chal chalte hai wahan

Mauka aisa na gawa
Ek main
Yun hi bewaja
Ekk tu
Jo bhi hoga I am with you
[I am with you]
Yun na ghabra
Ek main
Thoda muskura
Ekk tu
Jho bhi hoga I am with you

Ek main hoon aur ekk tu
I wanna be with you
Tere peeche peeche main
Mere aage aage tu..
Ek main hoon aur ekk tu..
Ek main hoon aur ekk tu..
I wanna be with you…

Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….
Papapapap… oo….

Boring boring zindagi ke
Ubbe chidkengein paani
Iss pal ke hum badshah hai
Karein kyun na manmaani

Gum ki baatein bhool ja
Oh..
Khushiyaan sajaa
Oh..
Jo bhi hoga I am with you
[I am with you]
Yun na ghabra
Oh..
Thoda muskura
Oh..
Jho bhi hoga I am with you
Yeah..Oh..

Ek main hoon aur ekk tu
I wanna be with you..hoo..
Tere peeche peeche main
Mere aage aage tu..
Ek main hoon aur ekk tu..yeah..hey..
I wanna be with you…hoo..hoo..

Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu
Ek main aur ekk tu

Sunday, January 8, 2012

Chhayee Hai Tanhayee

Chhayee hai tanhayee, tu na jaane
Sazaa hai yeh kyun payee, woh na jaane
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nighaahein, jisko hai kho jaana
Woh milta hi kyon hai
Dil ko hai murjaana, toh khilta hi kyun hai
Jisko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai
Dil ko hai murjaana, toh khilta hi kyun hai

Dekho dekho zara, haye kya tha kya ho gaya
Haye tum meharbaan thay humshaadma thay
Mehki thi dil ki vaadiyan

Ho ho chaahat bari woh aankhein, rass mein doobi woh baatein
Kho gayi jaane kahan
Palkon ke thay jo saaye, kyun ho gaye paraaye
Kyun aa gayi dooriyan
Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai
Dil ko hai murjaana, toh khilta hi kyon hai
Jis ko hai kho jaana, woh milta hi kyon hai
Dil ko hai murjaana, toh khilta hi kyon hai
Sooni hai raahein, sooni hai baahein
Sooni nighaahein, chhayee hai tanhayee
Kyun na jaane, sazaa yeh hai kyun payee, kaun jaane

Monday, January 2, 2012

Sheher Mein Lyrics..Rockstar

Sheher mein
Hoon mein tere
Aake mujhe
Mil toh le
Dena na tu
Kuch magar
Aake mera
Dil toh tu lele jaana

[ Dil toh tu leke jaana
Kya baat hai..
Take ]

Sheher mein
Hoon mein tere
Aake mujhe
Mil toh le
Dena na tu
Kuch magar
Aake mera
Dil toh tu lele jaana
Sheher mein..

[ Cut cut..
Dhun thodi si choot rahi hai..
Tararra..
Tararra
Tararra
Phhir se sun lena ]

Sheher mein
Hoon mein tere
Aake mujhe
Mil toh le
Dena na tu
Kuch magar
Aake mera
Dil toh tu lele jaana

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

[ Aaye hai hai
Lyrics toh dhoom macha dega
UP Bihar mein
Kya baat hai..]

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

[ OK..Take..]

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

[ Cut it..
Tum sun nahi rahe ho yaar]

Train ka bhi
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana

Train ka bhi
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana

[ Cals mein thoda
Volume badha dete hai..
Take..]

Train ka bhi
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana

Train ka bhi..
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana..

Dil toh tu dede jaana..
Iss sheher mein..
Iss sheher mein..
Aake mera
Dil toh le jaana
Oo…
Haha..

[ Aaha re..
Kya ring tone banegi ]

Sheher mein
Hoon mein tere
Aake mujhe
Mil toh le
Dena na tu
Kuch magar
Aake mera
Dil toh tu lele jaana

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

Chitthi daali thi
Aaonga main tere ghar
Mail bhi kiya tha
Maine tere id par

Train ka bhi
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana

Train ka bhi
Lodge ka bhi
Aake zara
Bil toh tu dede jaana..

Dil toh tu dede jaana..

Dil toh tu dede jaana..